Ishq k ilaqay mein Hukm-e-yar chalta hai.. Zaabtay nahi chaltay..!
Husn ki adalat mein aajzi to chalti hein... Mertabay nahi chaltay...!
Dosti k Rishton ki Perwerish Zroori hein.., Silsley ta'aluq k khud say ban to jatay hein... Lekin in shagoofon ko Tootnay bikhernay say Rokna bhee perta hein...!
Chahaton ki matti ko Aarzu k poday ko seenchna bhi parta hai... ranjishon ki baaton ko bhoolna bhee parta hai.... kyoon k ishq k ilaqay main hukm-e-yaar chalta hain... zaabtay nahi chaltay !!
13 May 2012, 05:49
Hukm-e-yar chalta hai..
Zaabtay nahi chaltay..!
Husn ki adalat mein aajzi to chalti hein...
Mertabay nahi chaltay...!
Dosti k Rishton ki Perwerish Zroori hein..,
Silsley ta'aluq k khud say ban to jatay hein...
Lekin in shagoofon ko
Tootnay bikhernay say
Rokna bhee perta hein...!
Chahaton ki matti ko
Aarzu k poday ko
seenchna bhi parta hai...
ranjishon ki baaton ko
bhoolna bhee parta hai....
kyoon k
ishq k ilaqay main
hukm-e-yaar chalta hain...
zaabtay nahi chaltay !!
13 May 2012, 05:11
12 May 2012, 10:43
12 May 2012, 10:43
12 May 2012, 10:42