phirta hay deewana teray pyar main intizaar main hai teray ik deedar k na janay tera aana kab hou us gali main jis gali main tu nay waday kiya pyar k
phirta hay deewana teray pyar main us gali main wo ab bhi khara hai tera kuch pata nahi phir bhi intizaar main hai teray ik deedar k
usay muhabat hai har teri baat say wo teri baatain bhola nahi hai aksar hum say teri baatain karta hain
na janay kab tou aay gi apnay pyar say milnay usay teray pyar nay poucha diya baazar main us nay apni zindagi guzaar di teray intizaar main
ab mout k asaar dhik rahay thay teray pyar main tuj ko khabar hoi tab jab us ki aankhain band honay chali thi teray pyar main
teray dil main tarap jagi us k pyar main tou doorhi chali aai us baazar main us ki aankho nay tuj ko dhaykha ik nazar deewanay ki aankhain band ho gai teray pyar main
phirta hain deewana teray pyar main phirta hain deewana teray pyar main
For the living know that they shall die: but the dead know not any thing, neither have they any more a reward; for the memory of them is forgotten. (Ecclesiastes 9:5)
18 November 2009, 09:45
intizaar main hai teray ik deedar k
na janay tera aana kab hou us gali main
jis gali main tu nay waday kiya pyar k
phirta hay deewana teray pyar main
us gali main wo ab bhi khara hai
tera kuch pata nahi
phir bhi intizaar main hai teray ik deedar k
usay muhabat hai har teri baat say
wo teri baatain bhola nahi hai
aksar hum say teri baatain karta hain
na janay kab tou aay gi apnay pyar say milnay
usay teray pyar nay poucha diya baazar main
us nay apni zindagi guzaar di teray intizaar main
ab mout k asaar dhik rahay thay teray pyar main
tuj ko khabar hoi tab
jab us ki aankhain band honay chali thi teray pyar main
teray dil main tarap jagi us k pyar main
tou doorhi chali aai us baazar main
us ki aankho nay tuj ko dhaykha ik nazar
deewanay ki aankhain band ho gai teray pyar main
phirta hain deewana teray pyar main
phirta hain deewana teray pyar main
19 July 2008, 05:24
5 July 2008, 04:16
4 May 2008, 09:06
Post quote:
For the living know that they shall die: but the dead know not any thing, neither have they any more a reward; for the memory of them is forgotten. (Ecclesiastes 9:5)3 April 2008, 02:02