Mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai, jo kahti thi ki mujhse na door jaiyega, jab bhi bulaoon paas aaiyega,
jo beech ke faasle mita diya karti thi, rok kar mujhe apne paas bitha diya karti thi.
me jiske liye sab chod aaya tha, zamane bhar ka pyaar dil me laya tha, jumbish hoti thijiske kareeb aane se, khalish badti thi liske door jaane se.
mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai,
dar par jiske me khud ko bhool kar chala tha, raste bhar ki thakan ko dhool kar chala tha,
sochta tha woh meri zaoor honewali hai, bekhabar par mahool se ki woh ddor jaanewali hai.
mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai,
jaate-jaate jo mujhse aankh churaye ja rahi thi, dil se meri bas yahi sada aa rahi thi,
ki kya huaa woh mujhko bulana tera, kahan gaya woh lyaar jatana tera,
ki soyenge kaise tujhe dekhe bin nayan, karoon kya se kaise ab jeene ke jatan.
mujhe aaj bhi woh haseen yaadhai,
jiski nazar uthi to me dang rah gaya, na jaane kitna hi dariya wahan se bah gaya,
jo kah rahi thi ab hume door hona hai, is duniya mein pyaar ko zarror khona hai. mujhe aaj bhi woh haseenyaad hai, samjhaya jisne mohabbat qurbani ka naam hai, jo lute ishq me jawani ka namm hai, me samjha hoon teri bebasi o sanam, mila jansa tumse mohabbat ka yahi hai karam.
ab bahut din guzare lekin, mujhe aaj bhi uski woh baaten kahi yaad hai, mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai.
11 March 2011, 16:40
.pls join http://www.zedge.net/group/Danrad/
much appreciated
24 December 2009, 09:46
10 September 2009, 10:46
jo kahti thi ki mujhse na door jaiyega,
jab bhi bulaoon paas aaiyega,
jo beech ke faasle mita diya karti thi,
rok kar mujhe apne paas bitha diya karti thi.
me jiske liye sab chod aaya tha,
zamane bhar ka pyaar dil me laya tha,
jumbish hoti thijiske kareeb aane se,
khalish badti thi liske door jaane se.
mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai,
dar par jiske me khud ko bhool kar chala tha,
raste bhar ki thakan ko dhool kar chala tha,
sochta tha woh meri zaoor honewali hai,
bekhabar par mahool se ki woh ddor jaanewali hai.
mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai,
jaate-jaate jo mujhse aankh churaye ja rahi thi,
dil se meri bas yahi sada aa rahi thi,
ki kya huaa woh mujhko bulana tera,
kahan gaya woh lyaar jatana tera,
ki soyenge kaise tujhe dekhe bin nayan,
karoon kya se kaise ab jeene ke jatan.
mujhe aaj bhi woh haseen yaadhai,
jiski nazar uthi to me dang rah gaya,
na jaane kitna hi dariya wahan se bah gaya,
jo kah rahi thi ab hume door hona hai,
is duniya mein pyaar ko zarror khona hai.
mujhe aaj bhi woh haseenyaad hai,
samjhaya jisne mohabbat qurbani ka naam hai,
jo lute ishq me jawani ka namm hai,
me samjha hoon teri bebasi o sanam,
mila jansa tumse mohabbat ka yahi hai karam.
ab bahut din guzare lekin,
mujhe aaj bhi uski woh baaten kahi yaad hai,
mujhe aaj bhi woh haseen yaad hai.