apni cheezon ka ab tum khud hi khiyaal rakhna haseen chandni raaton mein khubsoorat dil kash barsaaton mein tum muj ko yaad karna na k ab ki baar main sajna aa nhi paon ga
aangan mein lage phoolon ko ab tum khud hi seraab karna palkon ko apni par tum ab zer-e-aab karna na k ab ki baar main sajna aa nhi paon ga
shakhon pe lagi konplein jab phoolon mein badal jain gi aur khushbooein in phoolon ki tere aas paas bikhar jain gi aanchal ko apne mere liye phoolon se ab k barna na k ab ki baar main sajna aa nhi paon ga
jo mann ho muj se milne ka meri nazmon ko tum parah karna main khud sunaon yeh nazmein yeh zid kabi ab karna na k ab ki baar main sajna aa nhi paon ga
Today, 13:20
aa nhi paon ga
apni cheezon ka ab tum
khud hi khiyaal rakhna
haseen chandni raaton mein
khubsoorat dil kash barsaaton mein
tum muj ko yaad karna na
k
ab ki baar main sajna
aa nhi paon ga
aangan mein lage phoolon ko ab
tum khud hi seraab karna
palkon ko apni par tum ab
zer-e-aab karna na
k
ab ki baar main sajna
aa nhi paon ga
shakhon pe lagi konplein
jab phoolon mein badal jain gi
aur khushbooein in phoolon ki
tere aas paas bikhar jain gi
aanchal ko apne mere liye
phoolon se ab k barna na
k
ab ki baar main sajna
aa nhi paon ga
jo mann ho muj se milne ka
meri nazmon ko tum parah karna
main khud sunaon yeh nazmein
yeh zid kabi ab karna na
k
ab ki baar main sajna
aa nhi paon ga
K AB KI BAAR MAIN SAJNA AA HI NHI PAON GA
Today, 07:49
i just like this face ,,,,
Today, 05:28
u too have a good taste for liking it ,,
Today, 05:21
Today, 08:53