Wah haanth jo ponchhte then aansun mere Mit jaate then gham,jinke duwaon ke asar se Dhundhte hain o kaandhe,roti thin aankh jin par MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Ungli pakad kar chalna,hajaar khwahishen karna Gujarti thi unki zindagi,hamare hi dagar se Yaad aati hai o baaten,dil rota hai AAH aksar MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Wah ruthna hamara,Wah aansunwen bahana Puri hoti thi khwahishe,humare is asar se Baagh aate hain yaad,chubhte hain kaante aksar MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Dil todna na unka na taklif kabhi dena Nikaalna hai tumhen hi unhen ashkon ke sahar se Yatimo ko deho unhen ja kar samjho,kya hota hai tab MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Wah dhundhli si aankhen Wag maasum sa chehra Yatimo ko dekho ge jab tum unki najar se Samajh jaoge AAH tum bhi, kya hota hai tab MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se EHSAS-E-ILTEJA hai , ek baat meri maano Apna aasiyana banana,unki muhabbaton ki asar se Bahut taklif hoti hai ,hota hai KAASH hontho pe aksar MAA-BAAP ka saaya jab uth jata hai sar se
Ghazi Abdullah Shah ke darbar the shayad wahan jana tha ek dost ne, uski manat the, to samandar bhe nazdeek tha, main first time aya tha karachi, clifton tha samndar, wasay kitne samandar hain wahan aur, mujhe to ek he kafi hoa, ap ne apne baray bataya kuch nai, i mean ap kya karte hain, kya name hai, karachi kahan rehty hain, aur............ wasay u have a nice profile, its true Zindgi k har qadam pe naya imtehan hai, haa ye life bhe na....
bus yar wasay he, first time dekh raha tha aur jis time hum friends wahan pohnche raat ho rahi the, paani ka shor, lehrein, thandi hawa, it feels very romaticc laiken main waqae darr gya tha, aglay din normal ho gya tha, any ways, boht khobsurat hai
main bhe fit hon, university ke kuch assignments bna raha tha, kafi mushkil then, laken kaam ho gya, ap sunaen, kaisy han or kya ho raha ha, Karachi kaisa hai, main pehli baar samandar dekh k darr gya tha, koi 3 mahenay pehle ki bat hai, i was there on my vacations
Today, 05:46
8 November 2009, 23:51
well main ab sonay laga gon, Insha Allah kal bat karenge, take care,
Shab Bakhair
8 November 2009, 23:43
main first time aya tha karachi,
clifton tha samndar,
wasay kitne samandar hain wahan aur, mujhe to ek he kafi hoa,
ap ne apne baray bataya kuch nai,
i mean ap kya karte hain, kya name hai, karachi kahan rehty hain, aur............
wasay u have a nice profile,
its true Zindgi k har qadam pe naya imtehan hai, haa ye life bhe na....
8 November 2009, 22:51
aglay din normal ho gya tha, any ways, boht khobsurat hai
8 November 2009, 21:56
main pehli baar samandar dekh k darr gya tha, koi 3 mahenay pehle ki bat hai, i was there on my vacations